Friday, May 11, 2012

Bhul nahi pate hain jane kya baat hai,
kalse bhi tanha aaj raat hai,
kal aur aaj me fark sirf itna hai,
kal aap mere pas the,

par aaj aapki yadon ke sath hai ..............

Aey Mohabbat

Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai,
jo shaam pe rona aaya..